Video of this song from youtube
Advertisement
Zindagi Ko Haan Kar De - ज़िन्दगी को हाँ कर दे
SingerAmit Trivedi
Music byAmit Trivedi
LyricistIrshad Kamil
ActorAmitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani
CategoryHappy Songs
MovieUunchai (2022)
Lyrics of Zindagi Ko Haan Kar De - ज़िन्दगी को हाँ कर दे
ab saalon mein jeena ya misalon mein
jawabon mein jeena ya sawalon mein
sab hathon mein hai tere tu jane
ek rai deta hoon jo tu maane
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
tu achhi achhi achhi baatein andar ki
dil ke samandar ki karte jaana
ek chutki chutki chutki leke amber ki
dil ke paigambar ki chalte jana
ruk jana teri fitrat mein nahi
na kehna teri aadat mein nahi
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
dard ki dawa bhi tu
dard ka maza bhi tu
dard ki nawa bhi tu
dard ki wajah bhi tu
dard agar jo hota hai
ye samajh tu zinda hai
dard se khafa kyun hai
itna bewafa hai kyun
itna bewafa hai kyun
apni saari kamjori
apne saare dardon ko
jeene ki wajah hai jo
un sabhi humdardo ko
uth gale laga apne
chal hunar dikha apne
dekh li unchai tune
ab tu par dikha apne
ab tu par dikha apne
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawa kar de
jawabon mein jeena ya sawalon mein
sab hathon mein hai tere tu jane
ek rai deta hoon jo tu maane
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
tu achhi achhi achhi baatein andar ki
dil ke samandar ki karte jaana
ek chutki chutki chutki leke amber ki
dil ke paigambar ki chalte jana
ruk jana teri fitrat mein nahi
na kehna teri aadat mein nahi
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawaan kar de
dard ki dawa bhi tu
dard ka maza bhi tu
dard ki nawa bhi tu
dard ki wajah bhi tu
dard agar jo hota hai
ye samajh tu zinda hai
dard se khafa kyun hai
itna bewafa hai kyun
itna bewafa hai kyun
apni saari kamjori
apne saare dardon ko
jeene ki wajah hai jo
un sabhi humdardo ko
uth gale laga apne
chal hunar dikha apne
dekh li unchai tune
ab tu par dikha apne
ab tu par dikha apne
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
zindagi ko haan kar de
soch ko jawa kar de
Uunchai (2022) - Movie Details
Film CastAmitabh Bachchan, Anupam Kher, Boman Irani, Sarika, Neena Gupta, Parineeti Chopra, Danny Denzongpa, Nafisa Ali Sodhi, Rahul Nawach Mukhia, Raj Singh Rawat, Pranav Sachdeva, Lokesh Mittal, Khuman Nongyai, Shanti Tiwari, Amit Saproo, Sheen Das, Abhishek Pathania, Baljeet Kaur, Micky MakhijaSingerAbhijeet Srivastava, Amit Trivedi, Divya Kumar, Devender Pal Singh, Javed Ali, Deepali Sathe, Madhubanti Bagchi, Mohit Chauhan, Nakash AzizLyricistIrshad KamilMusic ByAmit TrivediDirectorAjit Kumar Barjatya, Kamal Kumar Barjatya, Mahaveer Jain, Natasha Malpani Oswal, Rajkumar BarjatyaProducerSooraj R. BarjatyaExternal LinksUunchai at IMDB Uunchai at WikipediaYouTubeUunchai at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement
