Video of this song from youtube
Advertisement
Tere Bina (1921-2017) - तेरे बिना (१९२१-२०१७)
screen shot of song - Tere Bina (1921-2017)
Tere Bina (1921-2017)
3.00 - 1 votes
SingerArijit Singh, Akanksha Sharma Music byAsad Khan LyricistRaqueeb Alam Actor Category Movie1921 (2017)
Lyrics of Tere Bina (1921-2017) - तेरे बिना (१९२१-२०१७)
tere bina marz aadha adhoora hai
ek dhundh hai shaam hai naa savera hai
tanha hoon mai phir bhi tanha nahi
darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
aa jaa na nigaahon se ilzaam de
adaaon se paigaam de koi toh mujhe naam de

ishq hai bad-gumaan tu nadi ka kinaara
gumnaam saa main hoon safeena tu hai mausam bahaara
sookhi sookhi main heena
jaan meri hai phasi ek mulaaqat mein
kaise main ab jeeyun aise halaat mein
sar pe gham ka hai jo aasmaan
tere bina marz aadha adhoora hai
ek dhundh hai shaam hai naa savera hai

tanha hoon main phir bhi tanha nahi
darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
besabar ho rahi hai ye meri baahein
tu kahaan hai benazar ho rahi hai yeh nigaahein
tu kahaan apne dil se mera haq mitaane lage
mere har khwaab ko tum jalane lage
dil mein bharne laga hai dhuaan

tere bina marz aadha adhoora hai ek dhundh hai
shaam hai naa savera hai tanha hoon main
phir bhi tanha nahi darr yeh hai ke fanaa ho na jaaun
aa ja naa nigahon se ilzaam de
adaaon se paigaam de koi toh mujhe naam de
ishq hai badgumaan

lyrics of song Tere Bina (1921-2017)
1921 (2017) - Movie Details
Film CastAngela Cliff Krislinzki, Aradhya Taing, Karan Kundrra, Nidhi Chitrakar, Vikram Bhatt, Zareen KhanSingerArnab Dutta, Arijit Singh, Akanksha Sharma, Rahul JainLyricistShakeel Azmi, Raqueeb AlamMusic ByHarish Sagane, Asad Khan, Pranit MawaleDirectorVikram BhattProducerVikram BhattExternal Links1921 at IMDB      1921 at WikipediaYouTube1921 at YT    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement