Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=SoXQzdSX2RE
Advertisement
Subah Huyi
SingerAlka Yagnik
Music byRoop Kumar Rathod
LyricistShakeel Azmi
Actor
Category
MovieWoh Tera Naam Tha (2004)
Lyrics of Subah Huyi
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
azaan masjid se aa rahi hai
to shankh mandir mein baj raha hai
ho vaju bhi karta hai koi baitha
tilak se matha bhi saj raha hai
nayi ummido ka ek dipak
sabhi ki aankhon mein jal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
kali jhatakti hai haule haule
ke jaise dulhan naqaab khole
ho hawa bhi kuch gun gunah
tarane mausam ke gaa rahi hai
leeye umange nayi tarange
ye sara aalam machal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai.
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
azaan masjid se aa rahi hai
to shankh mandir mein baj raha hai
ho vaju bhi karta hai koi baitha
tilak se matha bhi saj raha hai
nayi ummido ka ek dipak
sabhi ki aankhon mein jal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
kali jhatakti hai haule haule
ke jaise dulhan naqaab khole
ho hawa bhi kuch gun gunah
tarane mausam ke gaa rahi hai
leeye umange nayi tarange
ye sara aalam machal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai
nadi ke tat par naha ke suraj
sunehre kapde badal raha hai
subah hui din nikal raha hai
subah hui din nikal raha hai.
Woh Tera Naam Tha (2004) - Movie Details
Film CastPrem Chopra, Rajat Bedi, Amrish Puri, Rajeev Varma, Yunus Parvez, Javed Khan, Arjan Bajwa, Kanchi Kaul, Gaurav Chanana, Shalini Pal, Kirti Kapoor, Sujata Vaishnavi, Zahida ParveenSingerAlka Yagnik, Altaf Sabri, Farid Sabri, Hariharan, Reshma, Richa Sharma, Roop Kumar Rathod, Sadhana Sargam, Udit NarayanLyricistNida Fazli, Qateel Shifai, Rani Malik, Shahid Hamdani, Shakeel AzmiMusic ByRoop Kumar Rathod, Sumeet Chopra, Dilip Sen , Sameer SenDirectorKuku KohliProducerVijaypath SinghaniaExternal LinksWoh Tera Naam Tha at IMDB Woh Tera Naam Tha at WikipediaYouTubeWoh Tera Naam Tha at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

