Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=kdLImUhOLbo
Advertisement
Mohabbaton Me Dikhawe Ki Dosti Na Mila - मोहब्बतों में दिखावे की दोस्ती ना मिला
SingerJaved Hussain - I
Music byJaved Hussain
LyricistBashir Badr
Actor
CategoryDard Bhare Geet
MovieTeri Baatein (2014)
Lyrics of Mohabbaton Me Dikhawe Ki Dosti Na Mila - मोहब्बतों में दिखावे की दोस्ती ना मिला
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
agar gale nahi milta to haath bhi na mila
mohabbaton mein, mohabbaton mein
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
gharo pe naam the
naamo ke saath ode the
gharo pe naam the
naamo ke saath ode the
bahut talaash kiya
koi aadami na mila
bahut talaash kiya
koi aadami na mila
agar gale nahi milta to haath bhi na mila
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
tamaam rishton ko main
ghar pe chhod aaya tha
tamaam rishton ko main
ghar pe chhod aaya tha
phir uske baad mujhe
koi ajnabi na mila
phir uske baad mujhe
koi ajnabi na mila
agar gale nahi milta to haath bhi na mila
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
khuda ki itni badi
kaaynaat mein maine
khuda ki itni badi
kaaynaat mein maine
bas ek shkhas ko maanga
mujhe wo hi na mila
bas ek shkhas ko maanga
mujhe wo hi na mila
agar gale nahi milta to haath bhi na mila
mohabbaton mein dikhawe ki dosti na mila
mohabbaton mein

Teri Baatein (2014) - Movie Details
SingerJaved Hussain - ILyricistAnwar Sagar, Ratan Haryanvi, Bashir BadrMusic ByJaved Hussain - I
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement