Video of this song from youtube

Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=7GCQEt1sDFI

https://www.youtube.com/watch?v=_LZx6sDhNoc

Advertisement
Meri Tum Ho - मेरी तुम हो
thumb coming soon
Meri Tum Ho
3.00 - 1 votes
Lyrics of Meri Tum Ho - मेरी तुम हो
aadha tera aadha mera
ik dil bana
meri tum ho
gumm ho gaye socha ki yeh
yeh kya hua
meri tum ho
aadha tera aadha mera
ik dil bana
meri tum ho
gumm ho gaye socha ki yeh
yeh kya hua
meri tum ho
ummeed jis’se na thi
woh asra hai bani
manzil jo meri na thi
woh justzu ho chali

kissa tha kya
kya ho gaya ho
ho ho ho ho
meri tum ho
koyi nagma sa goonje fiza mein
jaise goonje khile hon khiza mein
hui jaise poori khoyi tarah aarzu

chalo chal ke to dekhein do pal
kahe aaj hanse apna kal
kabhi hua nahi hua nahi pyar yoon
pull sa koyi bandhne laga
rishta hua
meri tum ho
dil se mere dil tak tere
rasta hua
meri tum ho

ummeed jis’se na thi
woh asra hai bani
manzil jo meri na thi
woh justzu ho chali
kissa tha kya
kya ho gaya ho
ho ho ho ho
meri tum ho.
lyrics of song Meri Tum Ho
Ludo (2020) - Movie Details
Film CastAbhishek Bachchan, Aditya Roy Kapur, Rajkummar Rao, Pankaj Tripathi, Fatima Sana Shaikh, Sanya Malhotra, Rohit Suresh Saraf, Shalini Vatsa, Asha Negi, Pearle Maaney, Inayat Verma, Shivaji Satam, Rahul Bagga, Bhanu Uday, Paritosh Tripathi, Ishtiyak Arif Khan, Milind Dhaimade, Geetanjali Mishra, Aman Bhagat, Varun Verma, Mamta Verma, Vicky Ahuja, Rajeev Mishra, Sanjay Gaur, Ganesh KumarSingerArijit Singh, Jubin Nautiyal, Ash King, Darshan Raval, Shilpa RaoLyricistSandeep Srivastava, Sayeed Quadri, Shloke Lal, Swanand KirkireMusic ByPritamExternal LinksLudo at IMDB      Ludo at Wikipedia
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement