Video of this song from youtube
Advertisement
Masihaa - मसीहा
SingerBhupinder Singh
Music byJagjit Singh
LyricistSudarshan Faakir
Actor
Category
MovieRaavan (1984)
Lyrics of Masihaa - मसीहा
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
jaane ek mod pe kyu baitha tanha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
aake dekhe to sahi ye bhi najara koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
jaane ek mod pe kyu baitha tanha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
aake dekhe to sahi ye bhi najara koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
Raavan (1984) - Movie Details
Film CastVikram, Smita Patil, Om Puri, Gulshan Arora, Vikas Anand, Ketan Anand, ManmoujiSingerJagjit Singh, Chitra SinghLyricistSudarshanMusic ByJagjit Singh, ChitraDirectorJohny BakshiProducerJohny BakshiExternal LinksRaavan at IMDB Raavan at WikipediaYouTubeRaavan at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

