Video of this song from youtube
Advertisement
Main Kahin Ka Raha Naa Janab-e-aali - मैं कहीं का रहा ना जनाब -इ- आली
Lyrics of Main Kahin Ka Raha Naa Janab-e-aali - मैं कहीं का रहा ना जनाब -इ- आली
dil se mere yeh kaisa blunder hua
tha main hunter ab tujh pe surrender hua
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali

dil se mere yeh kaisa blunder hua
tha main hunter ab tujh pe surrender hua
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali

meri atrangi zindagi
mein teri demand hai
tu hai mujhmein basi
jaise baadal mein chand hai

meri gali mein aaja jhalak dikhla ja
dil mein tu sama ja zara
mujhpe tu bhi mar le aaja pyar kar le
mood hai romantic mera

dil se mere yeh kaisa blunder hua
tha main hunter ab tujh pe surrender hua
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali

main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali
yaadein din bhar teri
karti hain tez heartbeat ko meri
aaja paas baith ja khaali hai yeh
baju ki seat meri

jis din se toone dil mein entry maari
mera game over hua
hai kasam se jaana main tera deewana
main tera follower hua

dil se mere yeh kaisa blunder hua
tha main hunter ab tujh pe surrender hua
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali
main kahin ka raha na
janabe aali janabe aali janabe aali
lyrics of song Main Kahin Ka Raha Naa Janab-e-aali
Bad Boy (2023) - Movie Details
Film CastNamashi Chakraborty, Amrin, Saswata Chatterjee, Rajesh Sharma, Johnny Lever, Darshan Jariwala, Kenneth Desai, Kurush Deboo, Rajpal Yadav, Nondini Chatterjee, Madhu Anand Chandhock, Somya Singh, Amber Benerjee, Amarjeet Shah, Rahul Kumar, Sagar Chavan, Shiv Aryan, Sandeep BhojakSingerArijit Singh, Jyotica Tangri, Asees Kaur, Himesh Reshammiya, Aditi Singh Sharma, Vineet Singh I, Payal Dev, Raj Barman, Aakritti Mehra, ShaanLyricistHimesh Reshammiya, Kumaar, Shabbir Ahmed, Sonia Kapoor ReshammiyaMusic ByHimesh ReshammiyaDirectorAnjum Qureshi, Sajid QureshiProducerRajkumar SantoshiExternal LinksBad Boy at IMDB      Bad Boy at WikipediaYouTubeBad Boy at YT    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement