Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=r1TeK9tdaD0
Advertisement
Katha Yeh Ram Ki - कथा ये राम की
SingerLata Mangeshkar, Asha Bhosle
Music byRaamlaxman
LyricistDev Kohli
ActorBaby Sreshtha, Master Aditya
Category
MovieLav Kush (1997)
Lyrics of Katha Yeh Ram Ki - कथा ये राम की
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
kaikai ne dasharth se
apne vachan ke badale me
raja bharth ko mang kar
vanvas ram ko dilwaya
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
aai ye kaisi ghadi
vipada ye kaisi padi
sari ayodhya dukhi hui
ro pade chote bade
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
kaikai ne dasharth se
apne vachan ke badale me
raja bharth ko mang kar
vanvas ram ko dilwaya
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
aai ye kaisi ghadi
vipada ye kaisi padi
sari ayodhya dukhi hui
ro pade chote bade
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
Lav Kush (1997) - Movie Details
Film CastJeetendra, Jayaprada, Dara Singh, Jayshree Gadkar, Arun Govil, Beena, Isha Gupta, Tiku Talsania, Churni Banerjee, Aditi Chatterjee, Pran, Aruna Irani, Master Aditya, Baby SreshthaSingerS P Balasubramaniam, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Asha Bhosle, Various artists, Usha Mangeshkar, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik, Kumar SanuLyricistDev KohliMusic ByRaamlaxmanDirectorV. Madhusudan RaoProducerDilip KankariaExternal LinksLav Kush at IMDB Lav Kush at WikipediaYouTubeLav Kush at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

