Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Balkhaye Qamariya Humar Sanware - बलखाये कमरिया हमार साँवरे
Lyrics of Balkhaye Qamariya Humar Sanware - बलखाये कमरिया हमार साँवरे
balkhaye kamariya hamar sanware jaldi se aa

tohe dhundhe jiya baar baar
tohe dhundhe jiya baar baar sanware jaldi se aa

badan mora phulo ki daali sa lachke
badan mora phulo ki daali sa lachke
chalat hu mai papi najariyo se bachke
kisi ka nahi aitbar re sanware jaldi se aa

piya mori nas nas me jaagi hai jawala
piya mori nas nas me jaagi hai jawala
lagi dil ki dekhe na pehra na tala
akeli rahi thi bahar ye sanware jaldi se aa

yaha jaan par khel ke tore karan
yaha jaan par khel ke tore karan
tanik dekh to kaun aaya hai sajan
jaha ho vahi pe pukar re sanware jaldi se aa

tohe dunde jiya baar baar
tohe dunde jiya baar baar sanware jaldi se aa

Sub Ka Ustad (1967) - Movie Details
Film CastSheikh Mukhtar, Sujit Kumar, Kum KumSingerMohammed Rafi, Asha Bhosle, Kamal BarotLyricistAsad BhopaliMusic ByGaneshExternal LinksSub Ka Ustad at IMDB
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement