Video of this song from youtube
Advertisement
Aisa Main Shaitaan - ऐसा मैं सैतान
thumb coming soon
Aisa Main Shaitaan
3.00 - 1 votes
SingerRaftaar Music byAmit Trivedi LyricistKumaar ActorAjay Devgn Category MovieShaitaan (2024)
Lyrics of Aisa Main Shaitaan - ऐसा मैं सैतान
jaadu hai zubaan vas mein kar loon jaan
toh kaape aatma aisa main shaitan
tantar na mantar na koyi antar
mujhse hai balwan aisa main shaitan

kaali raaton ka kaala saya hoon
kaal mere vas mein kaali maya hoon
meri ichha se duniya chalti hai
mere vas mein kathputli ki jaan
aisa main shaitaan aisa main shaitaan
aisa aisa aisa aisa

mere jaisa koyi kabhi na hua hai
meri shaktiyon mein preton ki dua
na hi main mita tha na hi na hi main mitunga
mera toh muqaddar dekho maine hi likha
main shikari sab pe bhari

chhedoge jo tum jagega haiwan
sabke andar hi soya hai shaitan
kabze mein shaitaan na kar paya insaan
isliye insaan phir banta shaitaan

kaali raaton ka kaala saya hoon
kaal mere vas mein kaali maya hoon
tum khilaune ho tumse khelunga
khel khel mein pahuncha doon shamshan
aisa main shaitan aisa main shaitan
aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan
aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan


Shaitaan (2024) - Movie Details
Film CastAjay Devgn, R. Madhavan, Jyotika, Janki Bodiwala, Anngad Raaj, Abhishek Arun, Akram Musharaf, Ashish Gokhale, Vikash KawaSingerJubin Nautiyal, Raftaar, Siddharth Basrur, Sireesha BhagavatulaLyricistKumaarMusic ByAmit TrivediDirectorAbhishek Pathak, Ajay Devgn, Firuzi Khan, Jyoti Deshpande, Kumar Mangat PathakProducerVikas BahlExternal LinksShaitaan at IMDB      Shaitaan at WikipediaYouTubeShaitaan at YT    
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement